Main apni zaat ki tanhaiyo mein zinda hoon Mager yeh bhi sach hai k muje teri zarorat hai bohat ... | ||
Shab-e-Tanhaai osey kehna,,, Humari needh lota de,,, K os ki yaad me be hud azyyet hai,,, Ya apna naaqash dhoo jaye,,, yah phir,,, Mera hi ho Jaye,,, | ||
Pehle to thay na roshan, taaray, charag, jugnu, aaya hai dil mai koi yaaden hain teri,ya tuu, hum tujh ko dekhte hain aur soch mai pare hain, tu phool hai ke khushbu, tu rang hai ke jadu, yeh faslay nazar ke, be"maani ho gaye hain, kafi hai muskuraht, kafi hai teri khushbu. | ||
Kuch Khud Bhi Thay Afsurda Se Kuch Loug Bhi Hum Se Rooth Gaye Kuch Khud Hi Zakham K Aadi Thay Kuch Sheeshay Haath Se Toot Gaye Kuch Khud Bhi Thay Hasaas Bohat Kuch Apne Muqaddar Rooth Gaye Kuch Khud Bhi Ite Mohtaat Na Thay Kuch Loug Bhi Hum Ko Loot Gaye Kuch Talkh Haqeeqten Thin Itni K Khuab Hi Saare Toot Gaye | ||
Palko me kaid kuch sapne hain, kuch Begane to kuch Apne hain, Na jaane kya Khubsurti hai Aap k "rishte" me, Aap humse dur hoke bhi kitne apne hain | ||
Raat dekhi hai pigalti hui zanjeer koi Mujhe batlahe ga is khuwaab ki tabeer koi Parhne betho to ubar aati hai har safhe par Baat karti hui hansti hui tasveer koi | ||
ye kia k jis say muhabbat ka pochiay matlab har aik shakhs ka apna jawab hota hay | ||
Gar Wafaon Main Sadaqat Bhi Ho Shidat Bhi ... Phir To Ehsas Se Pathar Bhi Phighal Jate Hain... please mujjhe achay achay send karain..... 03343651126 | ||
Ay raat tu ney apna bharosa ganwa diya? Tu ney jo khuwab aankh mein laya, chala gaya Honton pey is tazad ney pehrey bitha diye Hum ney tou jis kisi ko bulaya, chala gaya Os shehr-e-khamoshi ka bhi apna mizaaj tha Jis ney bhi Aa key os ko basaya chala gaya. | ||
Teri ik Dua k jawab main Kia Likhun k Hath Uthay Hue Hain Sawal ko Tujhe Rab kabhi na Malaal de Tujhe Rab kabhi na Zawal de Teri sab Bala"on ko Taal de Teri zindagi ko Sanwaar de Tujhe Daikh kar khilain Gul Yahan Tujhe Aisa Husn-o-Jamal de Tujhe Kia Likhun ??Tujhe kia Main Dun ?? Meri Rab se hy Yahi ilteja Apni.Rehmaton k Gulaab sab Wo Teri Khiza"on mn Daal de. Ameen |